Roman script

aaj hui bhor suhani bhor suhani 

aaj hui bhor suhani 

pahli baar pahli baar 

aaj hui bhor suhani 

pahli baar pahli baar 

chamak bhari ye laali maine 

maine kabhi na dekho 

chamak bhari ye laali maine 

maine kabhi na dekhi 

bin tore deewali maine maine kabhi na dekho 

suraj me hai 

suraj me hai nayi jawani hai

pahli baar pahali baar 

sahorat mein aankho ke ye husn na paaye

sahorat mein aankho ke ye husn na paaye

sau rang chaman ne badala ye rang najar naa aaye 

sau rang chaman ne badala ye rang najar naa aaye 

khwaab mein khwaab mein aayi rut ki lali

pahli baar pahali baar

bhanwra aur kali ka mel mujhko kabhi naa bhaaya 

bhanwra aur kali ka mel mujhko kabhi naa bhaaya

gulshan me ye pyar ka khel mujhko kabhi na bhaaya 

nayi lagi hai nayi lagi hai baat puraani 

pahli baar pahli baar  

aaj hui bhor suhani 

pahli baar pahli baar

Explore this song