Roman script

aaj hai pyar ka faisla aye sanam 

aaj mera mukaddar badal jayega

aaj hai pyar ka faisla aye sanam

aaj mera mukaddar badal jayega

tu agar sangdil hai to parwah nahi

mere nagmo se pathar pighal jayega

aaj hai pyar ka faisla aye sanam

aaj mera mukaddar badal jayega

dekh mai hu badi chot khaye hue

tere kadmo me sar jhukaye hue

aa gale se lagale warna fir

aa gale se lagale warna fir

bat rah jayegi waqt tal jayega

aaj mera mukaddar badal jayega

mere dil ko mila dilnashi chahiye 

or iske siwa kuch nahi chahiye

tune kar di agar ek nigah karam

tune kar di agar ek nigah karam

mera tuta hua dil sambhal jayega

aaj mera mukaddar badal jayega

tu agar sangdil hai to parwah nahi 

mere nagmo se pathar pighal jayega

aaj hai pyar ka faisla aye sanam

aaj mera mukaddar badal jayega

aye meri jindagi meri jane wafa 

sunle dil ki sada hosh me aa jara

fir mujhe pane daman ki de de hawa

fir mujhe pane daman ki de de hawa

warna ghut ke mera dam nikla jayega 

aaj mera mukaddar badal jayega

aaj hai pyar ka faisla aye sanam

aaj mera mukaddar badal jayega

husn se ishk kabhi dur nahi rah sakta

dil agar dil hai to majbur nahi rah sakta

Explore this song