Roman script

aaj chhedo mohabbat ki shehnaiya

aaj chhedo mohabbat ki shehnaiya

dil ke tukde huye aur jigar lut gaya

dil ke tukde huye aur jigar lut gaya

gam kisi ko mila aur kisi ko khushi

gam kisi ko mila aur kisi ko khushi

ek ghar bas gaya ek ghar lut gaya ho

dil ke tukde huye aur jigar lut gaya

ek taraf apne dube isharo ka gam

ek taraf apni lutati baharo ka gam 

dil ke lutne ki kisse shikayat karu

dil ke lutne ki kisse shikayat karu

kuch idhar lut gaya kuch udhar lut gaya

dil ke tukde huye aur jigar lut gaya

kisko apna kahu ab mai jau kaha

koi dekhe mohabbat ki majburiya

dil lgaya to dil ki khushi mit gayi

dil lgaya to dil ki khushi mit gayi

sar jhukaya jo maine to sar lut gaya

dil ke tukde huye aur jigar lut gaya

bujh gaya dil to ab roshani kya karu

le ke ujdi huyi zindagi kya karu

dil ki kismat me likhi thi nakamiya

dil ki kismat me likhi thi nakamiya

lakh maine bchaya magar lut gaya

dil ke tukde huye aur jigar lut gaya

gam kisi ko mila aur kisi ko khushi

gam kisi ko mila aur kisi ko khushi

ek ghar bas gaya ek ghar lut gaya ho

dil ke tukde huye aur jigar lut gaya

jai shiv shankar, hey ram rakh lo meri laz  

leke tuta huya dil kidhar jaungi 

nachte nachte aaj mar jaungi, jai shiv shankar

Explore this song