Roman script

aayi hai dur se ladaki diwani hai

hai to wo ajnabi par jaani pehchani hai

aayi hai dur se ladaki diwani hai

hai to wo ajnabi par jani pehchani hai

mujhko to yaad rahega ye safar pyaar ka

dekho bhulana nahi tum bhi kabhi 

ye safari ye safari yaad rahe bhule nahi ye safari

aayi hai dur se ladaki diwani hai

hai to wo ajnabi par jaani pehchani hai

mujhko to yaad rahega ye safar pyar ka

dekho bhulana nahi tum bhi kabhi 

ye safari ye safari yaad rahe bhule nahi ye safari

thodi thodi gusse me bhigi jawani hai

dekho dekho mil gaya aag me paani hai

thodi thodi gusse me bhigi jawani hai

dekho dekho mil gaya aag me paani hai

tumko bhi to sidhe raste le hi aayegi 

ye safari ye safari yaad rahe bhule nahi ye safari

dawa hai ye mera chahe jao jaha

dil pe rah jayege in lamho ke nisha

dawa hai ye mera chaahe jaao jaha

dil pe rah jayege in lamho ke nisha

teri aankho se bhi ik din nind churayegi

ye safari ye safari yaad rahe bhule nahi ye safari

aayi hai dur se ladaki diwani hai

hai to wo ajnabi par jani pehchani hai

mujhko to yaad rahega ye safar pyar ka

dekho bhulana nahi tum bhi kabhi 

ye safari ye safari yaad rahe bhule nahi ye safari

ye safari ye safari

Explore this song