Roman script

aayi bhor ki bela laai rup ka mela
aaj nahi koi akela mosam ke gun gale 
aayi bhor ke bela 
aayi bhor ki bela laai rup ka mela
aaj nahi koi akela mosam ke gun gale 
aayi bhor ki bela
aosh bani madira sakhi jhum uthe hare bhre khet re 
aosh bani madira sakhi jhum uthe hare bhre khet re 
naiyno ke albele kamal ho gaye matwale 
aayi bhor ki bela 
aayi bhor ki bela laai rup ka mela
aaj nahi koi akela mosam ke gun ga le 
aayi bhor ki bela
ho ho kiski kali dil ki muri 
aankh jhuki gal huye lal re 
kiski kali dil ki muri 
aankh jhuki gal huye lal re 
aise me koi chup ke kaha batlaye
sharmane aayi bhor ki bela 
aayi bhor ki bela laai rup ka mela
aaj nahi koi akela mosam ke gun ga le 
aayi bhor ki bela

Song details

Song video

Watch on YouTube