Roman script
aag me aag lagaye re ye pani phir se banegi koi prem kahani mousam pyas jagaye hay kisko yaha apni khabar dil pe hua hai aisa rut ka asar ho rut ka asar dil hi sune dil ki juba bandhe bandhe na arma jawa ho arma jawa aag me aag lagaye re ye pani phir se banegi koi prem kahani mousam pyas jagaye hay tan se uthe chingariya aisa na ho jal jaye ye gilsita ho ye gulsita sanso me hai kya garmiya aaye to aaye koi kyu darmiya ho kyu darmiya aag me aag lagaye re ye pani phir se banegi koi prem kahani mousam pyas jagaye hay
Song details
- Singer: Arun Bakshi
- Film / album: Pyar Diwana Hota Hai (1992)
- Composer: Babul Bose
- Lyricist: Madan Pal
- Lyricist: Ravinder Rawal
- Actor: Pankaj Berry
- Actor: Sathi Ganguli
- Actor: Beena
- Actor: Zahir Rizvi
- Actor: Ajit Vachchani
Song video
lyricist: Madan Pal, Ravinder Rawal