Roman script

tere liye laya hoon main laal laal chudiya 

tere liye laya hoon main laal laal chudiya 

sajengi kaliyo me pyaar ki ye chudiya 

sajengi kaliyo me pyaar ki ye chudiya

mujhko pasand hai ye laal laal chudiya 

mujhko pasand hai ye laal laal chudiya 

pahnungi pyaar se main yaar ki ye chudiya 

pahnungi pyaar se main yaar ki ye chudiya 

tere liye laya hoon main laal laal chudiya

ghar tu jayegi mujhse milne ke baad re 

ye jab chhankegi aayegi meri yaad re 

ghar tu jayegi mujhse milne ke baad re 

ye jab chhankegi aayegi meri yaad re 

apne pyaar ke ikraar ki ye chudiya 

apne pyaar ke ikraar ki ye chudiya

mujhko pasand hai ye laal laal chudiya

tere liye laya hoon main laal laal chudiya

laya tu jaise ye tohfa apne sath re 

mere ghar yu hi ek din lana baarat re 

laya tu jaise ye tohfa apne sath re 

mere ghar yu hi ek din lana baarat re 

mere liye to hai aitbaar ki ye chudiya 

mere liye to hai aitbaar ki ye chudiya

tere liye laya hoon main laal laal chudiya 

tere liye laya hoon main laal laal chudiya 

sajengi kaliyo me pyaar ki ye chudiya 

sajengi kaliyo me pyaar ki ye chudiya

mujhko pasand hai ye laal laal chudiya 

mujhko pasand hai ye laal laal chudiya 

pahnungi pyaar se main yaar ki ye chudiya 

pahnungi pyaar se main yaar ki ye chudiya 

tere liye laya hoon main laal laal chudiya

Explore this song