Roman script

shah shahi kar gaye

bedar gadai kar gaye

ishq ka kucha hai kisme

naam kya badnam kya

aafat me fasaa hu

dil us buth se lagakar

imaan ganva kar

dushman se bhi kehta hu 

mere haq me dua kar

jab yaad khuda kar

jab yaad khuda kar

tune to mujhe funkh diya

suje mohabbat ae aatish ulfat

ae aatish ulfat, badhti hi gayi 

jitna rakha tujhko dabakar

sine me chupakar

sine me chupakar

aafat me fasaa hu

dil us buth se lagakar

imaan ganva kar

taqdeer to dekho

jinhe mehbub banaya

dil jinse lagaya

dil jinse lagaya

vo chalte huye jaan ko ek rog lagakar

diwana banakar, diwana banakar

aafat me fasaa hu

dil us buth se lagakar

imaan ganva kar

behasar ka din bhi hai

kayamat bhi wafa hai

ab dekhta kya hai

chilman ko hataa vaade

didar dikha kar

didar dikha kar

didar dikha kar

Explore this song