Roman script
Zamaane ki taraah Hum bhi tode hain gaye Aise tanha to na the Tanha chhode hain gaye Na dil se wo yaadein jaayein Na raaton ko neendein aayein Aate hain phir khwab kyu Aate hain kyu khwaab Jo thi tere ishq mein doobi Un ankhon mein tum le aaye Aansu behisaab kyu, aansu behisaab Khair hai yaaron kam se kam Jaan se jaa na paaye hum Khair hai yaaron kam se kam Jaan se jaa na paaye hum Inkaar ke bahaane kayi baar karte karte Humne wahin lagaya dil Jahaan dil lagana mana tha Aakhir wahin kiye sajde jahan Sar jhukana mana tha Kyun zindagi bita di jahaan pe Ik pal bitaana mana tha Kyun us gali mein rehte thhe hum Jahaan roz jaana mana tha Zamaane ki taraah Hum bhi tode hain gaye Aise tanha to na the Tanha chhode hain gaye Jo duaayein dete thhe Haan usi ke hothon se Aise waise lafz bhi Humse bole hain gaye Baitho kisi roz tanhai mein Rakho saamne wakt ke aaine Jo aayega chehra nazar wo kahin Tumhe bewafa kehke has na pade Tujhe dil diya istemaal huye Hai tujhmein bhi dil ye khayaal rahe Tujhe dil diya istemaal huye Hai tujhmein bhi dil ye khayaal rahe Humne jalaaya dil jahaan diye bhi jalaana mana tha Kar baithe yaad vo chehra jisko bhulaana mana tha Hum aazmaye gaye magar unhe aazmana mana tha Humne wahin lagaya dil jahan dil lagana mana tha Zamaane ki taraah Hum bhi tode hain gaye Aise tanha to na the Tanha chode hain gaye Jo duaayein dete the Haan usi ke hothon se Aise waise lafz bhi Humse bole hain gaye
हिंदी में गीत
ज़माने की तरह हम भी तोड़े हैं गए ऐसे तन्हा तो ना थे तन्हा छोड़े हैं गए ना दिल से वो यादें जाएं ना रातों को नींदें आएं आते हैं फिर ख्वाब क्यू आते हैं क्यू ख्वाब जो थी तेरे इश्क़ में डूबी उन आँखों में तुम ले आए आँसू बेहिसाब क्यू, आँसू बेहिसाब खैर है यारों कम से कम जान से जा़ ना पाए हम खैर है यारों कम से कम जान से जा़ ना पाए हम इंकार के बहाने कई बार करते करते हमने वहीं लगाया दिल जहाँ दिल लगाना मना था आखिर वहीं किए सजदेजहाँ सर झुकाना मना था क्यूं ज़िंदगी बिता दी जहाँ पे इक पल बिताना मना था क्यूं उस गली में रहते थे हम जहाँ रोज़ जाना मना था ज़माने की तरह हम भी तोड़े हैं गए ऐसे तन्हा तो ना थे तन्हा छोड़े हैं गए जो दुआयें देते थे हाँ उसी के होठों से ऐसे वैसे लफ़्ज़ भी हमसे बोले हैं गए बैठो किसी रोज़ तन्हाई में रखो सामने वक्त के आईने जो आएगा चेहरा नजर वो कहीं तुम्हे बेवफ़ा कहके हस ना पड़े तुझे दिल दिया इस्तेमाल हुए है तुझमें भी दिल ये ख़याल रहे तुझे दिल दिया इस्तेमाल हुए है तुझमें भी दिल ये ख़याल रहे हमने जलाया दिल जहाँ दिए भी जलाना मना था कर बैठे याद वो चेहरा जिसको भुलाना मना था हम आज़माए गए मगर उन्हें आज़माना मना था हमने वहीं लगाया दिल जहाँ दिल लगाना मना था ज़माने की तरह हम भी तोड़े हैं गए ऐसे तन्हा तो ना थे तन्हा छोड़े हैं गए जो दुआयें देते थे हाँ उसी के होठों से ऐसे वैसे लफ़्ज़ भी हमसे बोले हैं गए
Song details
- Singer: Krish
- Singer: Kishore Mondal
- Composer: Durgaram Choudhary, Devv Sadaana
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
singer: Krish, Kishore Mondal
director: Honey
cast: Sanam Johar, Ashi Singh
choreography: Debu
director of photography: Karan
music label: RDC Melodies