Nind Hamaare Khvaab Tumhaare

नींद हमारी ख़्वाब तुम्हारे

★ 4.83/5 (6 votes) 1943

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Shyam Sundar

✍️ Lyricist

Wali Sahab

🎬 Movie

Nai Kahani

▶️ Watch on YouTube

📝 Nind Hamaare Khvaab Tumhaare Song Lyrics

Hindi Lyrics (हिंदी गीत)

नींद हमारी ख़्वाब तुम्हारे

Transliteration (Roman English)

nind hamaari khwaab tumhaare
kitne mithe kaise pyaare
nind hamaari khwaab tumhaare
kitne mithe kaise pyaare
sahro ki, sahro ki godi me jaise 
aankh michauli khele taare
aankh michauli khele taare
nind hamaari khwaab tumhaare
kitne mithe kaise pyaare

man dono ke khil jaane do
ik duje se mil jaane do
man dono ke khil jaane do
ik duje se mil jaane do
dekhte hain bechain bechaare
nain tumhaare nir hamaare
nind hamaari khwaab tumhaare
kitne mithe kaise pyaare

nind hamaari khwaab tumhaare
kitne mithe kaise pyaare
nargis ko sharmaate hain wo
jal me aag lagaate hain ye
nargis ko sharmaate hain wo
jal me aag lagaate hain ye
dono hain badnaam bechaare
jakhm hamaare tir tumhaare
nind hamaari khwaab tumhaare
kitne mithe kaise pyaare

About "Nind Hamaare Khvaab Tumhaare" Song

Nind Hamaare Khvaab Tumhaare is a beautiful Hindi song from the 1943 movie Nai Kahani sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic

Explore this song

Song video

Watch on YouTube

Song video

Watch on YouTube