Kyon Kee Itna Pyar Tumko - Part 2
Part 2
★ 24.5/5 (4 votes)
2005
🎤 Singer
Lata Mangeshkar
🎵 Music Director
Himesh Reshammiya
✍️ Lyricist
Sameer
🎬 Movie
Kyon Ki
📝 Kyon Kee Itna Pyar Tumko - Part 2 Song Lyrics
Hindi Lyrics (हिंदी गीत)
Part 2
Transliteration (Roman English)
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya janoge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya janoge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
hamare dil ki tum thodi si kadar kar lo
ham tum pe marte hain thodi si fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
tune oh jana deewana kiya hai
deewana kiya iss kadar deewana kiya iss kadar
chahat me teri bhulaya jahan ko
na dil ko kisi ki khabar na dil ko kisi ki khabar
rago me mohabbat ka ehsas jara bhar lo
ham tum pe marte hain thodi si fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya janoge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
tumse hain sanse tumhi se hai dhadkan
tumhi se hai deewangi tumhi se hai deewangi
rab ne hume di hai jane tamanna
tumhare liye jindagi tumhare liye jindagi
vada sang jine ka tum jane jigar kar lo
ham tum pe marte hain thodi si fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya janoge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya janoge kya janoge kya janoge
kya janoge hamari sanam