Kadamon Mein Tere Ai Sanam

कदमों में तेरे ए सनम हमने तो सर झुका लिया

★ 4.8/5 (15 votes) 2009

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Madan Mohan

✍️ Lyricist

Prem Dhawan

🎬 Movie

Madan Mohan - Tere Bagair

▶️ Watch on YouTube

📝 Kadamon Mein Tere Ai Sanam Song Lyrics

Hindi Lyrics (हिंदी गीत)

कदमों में तेरे ए सनम हमने तो सर झुका लिया

Transliteration (Roman English)

kadamo mein tere ai sanam humane toh sar jhuka liya
tujhko khuda bana liya
kadamo mein tere ai sanam humane toh sar jhuka liya
tujhko khuda bana liya
kadamo mein tere ai sanam

ada ada mein shokiya najar najar mein bijliyan
ada ada mein shokiya najar najar mein bijliyan
ke le rahi hai teri najar meri najar ka imtihaa
meri najar ka imtihaa
kadamo mein tere ai sanam humane toh sar jhuka liya
tujhko khuda bana liya
kadamo mein tere ai sanam

jaha pade kadam tere woh raahein khushnaseeb hai
jaha pade kadam tere woh raahein khushnaseeb hai
tere gale ka haar ho woh baahein khushnaseeb hai
woh baahein khushnaseeb hai
kadamo mein tere ai sanam humane toh sar jhuka liya
tujhko khuda bana liya
kadamo mein tere ai sanam

khili khili ye chandni tere badan ka noor hai
khili khili ye chandni tere badan ka noor hai
jidhar najar uthaiye shurur hi shurur hai
shurur hi shurur hai
teri hansi ko dekhkar phulon ne muh chhupa liya
tujhko khuda bana liya
kadamo mein tere ai sanam
l l la lla ll la l l la

About "Kadamon Mein Tere Ai Sanam" Song

Kadamon Mein Tere Ai Sanam is a beautiful Hindi song from the 2009 movie Madan Mohan - Tere Bagair sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic

Explore this song

Song video

Watch on YouTube