Jhil Mil Sitaaron Ke Tale Aa Meraa Daaman Thaam Le

झिल-मिल सितारों के तले आ मेरा दामन थाम ले

★ 4.87/5 (30 votes) 1954

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Anil Biswas

✍️ Lyricist

Satyendra

🎬 Movie

Naaz

📝 Jhil Mil Sitaaron Ke Tale Aa Meraa Daaman Thaam Le Song Lyrics

Hindi Lyrics (हिंदी गीत)

झिल-मिल सितारों के तले आ मेरा दामन थाम ले

Transliteration (Roman English)

jhil-mil sitaaro ke tale, aa meraa daaman thaam le
rangin bahaaro ke tale aa meraa daaman thaam le
jhil-mil sitaaro ke tale, aa meraa daaman thaam le

main tere dill ki baat hun
main tere dill ki baat hun
thahri hui barsaat hun
main tere dill ki baat hun

kadmo pe jiske chaandani
main vo suhaani raat hun
main vo suhaani raat hun
ye husn kaa paigaam le 
aa meraa daaman thaam le   
ye husn kaa paigaam le 
aa meraa daaman thaam le   
jhil-mil sitaaro ke tale
aa meraa daaman thaam le

pyaasi nigaahon ki kasam
khaamosh aaho ki kasam
pyaasi nigaahon ki kasam
khaamosh aaho ki kasam
main hun sarafa itnzaar
main hun sarafa itnzaar
in khvaabgaaho ki kasam
in khvaabgaaho ki kasam
dil ki najar se kaam le
aa meraa daaman thaam le
dil ki najar se kaam le
aa meraa daaman thaam le
jhil-mil sitaaro ke tale
aa meraa daaman thaam le
jhil-mil sitaaro ke tale

About "Jhil Mil Sitaaron Ke Tale Aa Meraa Daaman Thaam Le" Song

Jhil Mil Sitaaron Ke Tale Aa Meraa Daaman Thaam Le is a beautiful Hindi song from the 1954 movie Naaz sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic

Explore this song

Song video

Watch on YouTube