Dupatte Kee Girah Me Bandh Lijiye

दुपट्टे की गिरह में बांध लीजिये

★ 4.81/5 (21 votes) 1964

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Shankar Jaikishan

✍️ Lyricist

Hasrat Jaipuri

🎬 Movie

Apne Huye Paraye

▶️ Watch on YouTube

📝 Dupatte Kee Girah Me Bandh Lijiye Song Lyrics

Hindi Lyrics (हिंदी गीत)

दुपट्टे की गिरह में बांध लीजिये

Transliteration (Roman English)

dupate ki girah me bandh lijiye
dupate ki girah me bandh lijiye
mera dil hai kabhi kam ayega
mera dil hai kabhi kam ayega
dupate ki girah me bandh lijiye
mera dil hai kabhi kam ayega
mera dil hai kabhi kam ayega

ye mana tum hasin ho najami ho
mere dil me tum hi pardanashi ho
kaha le jaogi tum aisi surat
kabhi to hogi sathi ki jarurat
mera dil hai ise sathi bana lo
ise apni nigah me chupa lo
dupate ki girah me bandh lijiye
mera dil hai kabhi kam ayega
mera dil hai kabhi kam ayega
dupate ki girah me bandh lijiye
mera dil hai kabhi kam ayega
mera dil hai kabhi kam ayega

mere dil se na ab daman bachao
tumhe meri kasam hai tum pas aao
mera dil pyar me duba huwa hai
tumhari yad me khoya huwa hai
mera dil aapse badhkar hasin hai
hasino ki tarah katil nahi hai
dupate ki girah me bandh lijiye
mera dil hai kabhi kam ayega
mera dil hai kabhi kam ayega
dupate ki girah me bandh lijiye
mera dil hai kabhi kam ayega
mera dil hai kabhi kam ayega

jawani tak hai ye sare jhamele
na honge aashiki ke phir ye mele
karegi ye umar jab bewafayi
chura legi najar sari khudayi
mera dil hi tumhe dega sahara
banega tufan me kinara
dupate ki girah me bandh lijiye
mera dil hai kabhi kam ayega
mera dil hai kabhi kam ayega
dupate ki girah me bandh lijiye
mera dil hai kabhi kam ayega
mera dil hai kabhi kam ayega

About "Dupatte Kee Girah Me Bandh Lijiye" Song

Dupatte Kee Girah Me Bandh Lijiye is a beautiful Hindi song from the 1964 movie Apne Huye Paraye sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic

Explore this song

Song video

Watch on YouTube

Additional song details

actor: Mala Sinha, Manoj Kumar