Bhulana Nahee Bhulana Nahee - 2

2

★ 23.0/5 (1 votes) 2005

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Himesh Reshammiya

✍️ Lyricist

Sameer

🎬 Movie

Yakeen

▶️ Watch on YouTube

📝 Bhulana Nahee Bhulana Nahee - 2 Song Lyrics

Transliteration (Roman English)

dhaaga wafaao kaa naa tute kahi
teri mohabbat pe hai mujhako yakin
bhulna nahi, bhulna nahi
banaa ke divaana bhulna nahi

haadso ne ranjisho ne luta
kal buna ek khwaab tha jo aaj tuta
bhulna nahi, bhulna nahi
banaa ke divaana bhulna nahi

aise rakhna tum mujhe lagake
naa juda kabhi dil se karna 
dil me basaake
bhulna nahi, bhulna nahi
banaa ke divaana bhulna nahi

dhaaga wafaao kaa naa tute kahi
teri mohabbat pe hai mujhako yakin
bhulna nahi, bhulna nahi
banaake divaana bhulna nahi

About "Bhulana Nahee Bhulana Nahee - 2" Song

Bhulana Nahee Bhulana Nahee - 2 is a beautiful Hindi song from the 2005 movie Yakeen sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic

Explore this song

Song video

Watch on YouTube