Are Qismat Kaa Sitaaraa Chamakaa

अरे क़िस्मत का सितारा चमका

★ 4.8/5 (10 votes) 1950

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Chitalkar Ramchandra

✍️ Lyricist

Pyarelal Santoshi

🎬 Movie

Sangeeta

📝 Are Qismat Kaa Sitaaraa Chamakaa Song Lyrics

Hindi Lyrics (हिंदी गीत)

अरे क़िस्मत का सितारा चमका

Transliteration (Roman English)

are kismat kaa sitaaraa chamkaa
waah waah
kismat kaa sitaaraa chamkaa
din to the asaadh ke
hume diyaa dene waale ne
sab kuchh chhappar phaad ke
sab kuchh chhappar phaad ke ji
sab kuchh chhappar phaad ke
hume diyaa dene waale ne
sab kuchh chhappar phaad ke
sab kuchh chhappar phaad ke ji
sab kuchh chhappar phaad ke

haan ro ro diwas guzaare lalwaa
are ab to khaa le puri halawaa
hum to aa gaye hai niche
ab rupayo ke jhaad ke
ab rupayo ke jhaad ke ji
ab rupayo ke jhaad ke
hume diyaa dene waale ne
sab kuchh chhappar phaad ke
sab kuchh chhappar phaad ke ji
sab kuchh chhappar phaad ke

haa humko kisi se kyaa darnaa hai
are maar kudaali ghar bharnaa hai
are paas khade hai hum to aa ke
sone ke pahaad ke
sone ke pahaad ke ji
sone ke pahaad ke
hume diyaa dene waale ne
sab kuchh chhappar phaad ke
sab kuchh chhappar phaad ke ji
sab kuchh chhappar phaad ke

About "Are Qismat Kaa Sitaaraa Chamakaa" Song

Are Qismat Kaa Sitaaraa Chamakaa is a beautiful Hindi song from the 1950 movie Sangeeta sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic

Explore this song

Song video

Watch on YouTube

Additional song details

singer: Chitalkar Ramchandra, Mohammed Rafi

actor: Suraiya, Pran, Shyam, Nigar Sultana