Roman script
Tumhe yaad karte karte Jaayegi rain saari Tum le gaye ho apne Sang neend bhi hamaari Tumhe yaad karte karte Jaayegi rain saari Tum le gaye ho apne Sang neend bhi hamaari Tumhe yaad karte karte Man hai ke ja basaa hai Anjaan ik nagar mein Man hai ke ja basaa hai Anjaan ik nagar mein Kuchh khojta hai paagal Khoyi hui dagar mein Itne bade mahal me Ghabraaun main bechari Tum le gaye ho apne Sang neend bhi hamaari Tumhe yaad karte karte Birha ki is chita se Tum hi mujhe nikalo Birha ki is chita se Tum hi mujhe nikalo Jo tum na aa sako to Mujhe swapn mein bula lo Mujhe aise mat jalao Meri preet hai kunwari Tum le gaye ho apne Sang neend bhi hamaari Tumhe yaad karte karte Jaayegi rain saari Tum le gaye ho apne Sang neend bhi hamaari Tumhe yaad karte karte Tumhe yaad karte karte Tumhe yaad karte karte
हिंदी में गीत
तुम्हे याद करते करते जाएगी रातें सारी तुम ले गए हो अपने संग नींद भी हमारी तुम्हे याद करते करते जाएगी रातें सारी तुम ले गए हो अपने संग नींद भी हमारी तुम्हे याद करते करते मन है कि जा बसा है अनजान एक नगर में मन है कि जा बसा है अनजान एक नगर में कुछ खोजता है पागल खोई हुई डगर में इतने बड़े महल में घबराऊं मैं बेचारी तुम ले गए हो अपने संग नींद भी हमारी तुम्हे याद करते करते बिरहा की इस चिता से तुम ही मुझे निकालो बिरहा की इस चिता से तुम ही मुझे निकालो जो तुम ना आ सको तो मुझे स्वप्न में बुला लो मुझे ऐसे मत जलाओ मेरी प्रीत है कुंवारी तुम ले गए हो अपने संग नींद भी हमारी तुम्हे याद करते करते जाएगी रातें सारी तुम ले गए हो अपने संग नींद भी हमारी तुम्हे याद करते करते तुम्हे याद करते करते तुम्हे याद करते करते
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Amrapali
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Shailendra
Song video
director: Lekh Tandon
cast: Vyjayanthimala, Sunil Dutt, Prem Nath
music label: Saregama