Roman script
Tumhe yaad karte karte
Jaayegi rain saari
Tum le gaye ho apne
Sang neend bhi hamaari
Tumhe yaad karte karte
Tumhe yaad karte karte
Jaayegi rain saari
Tumhe yaad karte karte
Tum le gaye ho apne
Sang neend bhi hamaari
Tumhe yaad karte karte
Man hai ke ja basaa hai
Anjaan ik nagar mein
Man hai ke ja basaa hai
Anjaan ik nagar mein
Kuchh khojta hai paagal
Khoyi hui dagar mein
Itne bade mahal meiin
Ghabraaun main bechari
Tum le gaye ho apne
Sang neend bhi hamaari
Tumhe yaad karte karte
Birha ki is chita se
Tum hi mujhe nikalo
Birha ki is chita se
Tum hi mujhe nikalo
Jo tum na aa sako to
Mujhe swapn mein bula lo
Mujhe aise mat jalao
Meri preet hai purani
Tum le gaye ho apne
Sang neend bhi hamaari
Tumhe yaad karte karte
Jaayegi rain saari
Tum le gaye ho apne
Sang neend bhi hamaari
Tumhe yaad karte karte
Tumhe yaad karte karte
Tumhe yaad karte karte
हिंदी में गीत
तुम्हे याद करते करते
जाएगी रातें सारी
तुम ले गए हो अपने
संग नींद भी हमारी
तुम्हे याद करते करते
तुम्हे याद करते करते
जाएगी रातें सारी
तुम्हे याद करते करते
तुम ले गए हो अपने
संग नींद भी हमारी
तुम्हे याद करते करते
मन है के जा बसा है
अनजान इक नगर में
मन है के जा बसा है
अनजान इक नगर में
कुछ खोजता है पागल
खोई हुई दगर में
इतने बड़े महल में
घबराऊं मैं बेचारी
तुम ले गए हो अपने
संग नींद भी हमारी
तुम्हे याद करते करते
बिरहा की इस चिता से
तुम ही मुझे निकालो
बिरहा की इस चिता से
तुम ही मुझे निकालो
जो तुम ना आ सको तो
मुझे स्वप्न में बुला लो
मुझे ऐसे मत जलाओ
मेरी प्रीत है पुरानी
तुम ले गए हो अपने
संग नींद भी हमारी
तुम्हे याद करते करते
जाएगी रातें सारी
तुम ले गए हो अपने
संग नींद भी हमारी
तुम्हे याद करते करते
तुम्हे याद करते करते
तुम्हे याद करते करते
Explore this song