Roman script

Lag jaa gale ki phir

Yeh haseen raat ho na ho

Lag jaa gale ki phir

Yeh haseen raat ho na ho

Shaayad phir is janam main

Mulakat ho na ho

Lag jaa gale

Ki phir yeh haseen raat ho na ho

Shaayad phir is janam main

Mulaqaat hoo na ho

Lag jaa gale

Ae !!

Ae !!

Hum ko mili hain aaj

Yeh ghadiyaa naseeb se

Hum ko mili hain aajj

Ye ghadiyaa naseeb se

Ji bhar ke dekh leejiye

Hamako kareeb se

Phir apke naseeb mein

Ye baat hoo na ho

Shaayad phir is janam mein

Mulaqaat hoo na ho

Lag jaa gale

Ae !!

Ae !!

Paas aiyye ki hum nahi

Aayenge baar baar

Paas aiyye ki hum nahi

Ayenge baar baar

Bahen gale mein daal ke

Ham ro le zaar zaar

Ankhon se phir yeh

Pyaar ki barsaat ho na ho

Shaayad phir is janam mein

Mulaqaat ho na ho

Lag ja gale ki phir

Yeh haseen raat ho na ho

Shaayad phir is janam mein

Mulaqat ho na ho

Lag jaa gale

Ae !!

Ae !!

हिंदी में गीत

लग जा गले कि फिर

यह हसीं रात हो न हो

लग जा गले कि फिर

यह हसीं रात हो न हो

शायद फिर इस जनम में

मुलाकात हो न हो

लग जा गले

कि फिर यह हसीं रात हो न हो

शायद फिर इस जनम में

मुलाकात हो न हो

लग जा गले

ए! ए!

ए! ए!

हमको मिली हैं आज

ये घड़ियाँ नसीब से

हमको मिली हैं आज

ये घड़ियाँ नसीब से

जी भर के देख लीजिए

हमको करीब से

फिर आपके नसीब में

ये बात हो न हो

शायद फिर इस जनम में

मुलाकात हो न हो

लग जा गले

ए! ए!

ए! ए!

पास आइए कि हम नहीं

आएंगे बार बार

पास आइए कि हम नहीं

आएंगे बार बार

बाहों में डाल के

हम रो लें ज़ार ज़ार

आंखों से फिर ये

प्यार की बरसात हो न हो

शायद फिर इस जनम में

मुलाकात हो न हो

लग जा गले कि फिर

यह हसीं रात हो न हो

शायद फिर इस जनम में

मुलाकात हो न हो

लग जा गले

ए! ए!

ए! ए!

Explore this song