Roman script
Mahadeva mahadeva mahadeva Mahadeva mahadeva mahadeva Mahadeva mahadeva mahadeva Mahadeva mahadeva mahadeva Bhole tu pass bula le Hame charno mein laga le Bhole hum daas hai tere Bhakton mein hume khas banale Hum tere charno mein jo Girte jaayen bhole baba Jag mein tu utna ucha Leke jaaye bada krapala Bhole tum nath hamare Rakhlo hume sath tumhare Bhole tu kast ko harle Bidge sab kaam bana de Main to pahadon vadiyon Mein tujhko dhunda baba Tu jo hirday mein betha Mere baba bada nirala Mahadeva mahadeva mahadeva Mahadeva mahadeva mahadeva Mahadeva mahadeva mahadeva Mahadeva mahadeva mahadeva Subah jo dhyan lage phir Bhole ka hi naam japun main Bhole hai mere phir kis Baat or abhimaan karu main Shiv ke hi naam pe meri Jeevan ghadiyan beet rahi hain Har har har bole kehke Kal ke chakra ko kat raha main Shiv to hai swami mere shiv to antaryami mere Na shiv sa gyani koi om hi shiv ki vani mere Bajte mradang or damaru shiv ko dhun ye bhati mere Bhole bhandari mere shiv hai aughardani dani mere Mahadeva mahadeva mahadeva Mahadeva mahadeva mahadeva Mahadeva mahadeva mahadeva Mahadeva mahadeva mahadeva
Song details
- Singer: Kashh
- Film / album: OMG 2
- Composer: Aditya Dev
- Lyricist: Kashh
Song video
director: Amit Rai
cast: Akshay Kumar, Pankaj Tripathi, Yami Gautam
director of photography: Amalendu Chaudhary
music label: Zee Music Company