Roman script
is khel ka kaun hai badshaah bazi chale par hai laapata kathputliyan hum sare yahaan dor hai kiski kisko pataa khatra khatra hai harpal saanson mein dekho khatra khatra naa apni bazi pe itna itra itra na jane koyi kal ko hoga kya ha kya dhokha hai raaho pe bikhra bikhra is khel ka kaun hai badshaah bazi chale par hai laapata kathputliyan hum sare yahaan dor hai kiski kisko pataa saaf dikhta kuchh nai hai ek dhuan sa har kahi hai dagmagana har kadam pe lazmi hai lazmi hai ik tinke ki tarha sab aandhiyo mein ud raha hai chal chhup ke is jahan se kon hai jo chal raha hai har taraf zor ki chal rahi hai aandhiya is khel ka kaun hai badshaah bazi chale par hai laapata kathputliyan hum sare yahaan dor hai kiski kisko pataa
Song details
- Singer: Dev Negi
- Singer: Payal Dev
- Film / album: Cuttputlli (2022)
- Composer: Aditya Dev
- Lyricist: Rashmi Virag
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Rakul Preet Singh
- Actor: Sargun Mehta
- Actor: Chandrachur Singh
- Actor: Sujith Shanker
- Actor: Gurpreet Ghuggi
- Actor: Hrishitaa Bhatt
- Actor: Shahid Latief
- Actor: Joshua LeClair
- Actor: Rez Kempton
- Actor: Renaye Tejani
- Actor: Rahul Kakkar
- Actor: Divya Wadhwa
- Actor: Suhani Sethi
- Actor: Adarsh Mishra
- Actor: Swarnim Sethi
- Actor: Mitisha Arora
- Actor: Atul Verma
- Actor: Rais Baluch
Song video
singer: Dev Negi, Payal Dev