Roman script

bhagvan ne paida kiya to 

khuda ne hai pala koi use 

kya mare jiska rab hai rkhwala 

wo apne maddadgaro ka muhafiz hai 

allah sabka hafiz hai hasbi rabbi 

jallallah mafi qalbi ghairullah noor ae

muhammad sallalla laailaha illallah 

hasbi rabbi jallallah mafi qalbi ghairullah 

noor ae muhammad sallalla laailaha illallah 

hasbi rabbi jallallah mafi qalbi ghairullah noor 

muhammad sallalla laailaha illallah 

tere sadqe me aaqa sare jahan ko deen mila 

bedeeno ne kalma padha laailaha illallah 

hasbi rabbi jallallah mafi qalbi ghairullah 

noor ae muhammad sallalla laailaha illallah 

hasbi rabbi jallallah mafi qalbi ghairullah 

noor ae muhammad sallalla laailaha illallah 

simt ae nabi abu jehal gaya aaqa se usne ye kaha 

agar ho nabi batlao zara meri mutthi me hai kya 

aaqa ka farman huaa aur fazl ae rahmaan hua 

mutthi se patthar bolo laailaha illallah 

hasbi rabbi jallallah mafi qalbi ghairullah 

noor ae muhammad sallalla laailaha illallah 

hasbi rabbi jallallah mafi qalbi ghairullah 

noor ae muhammad sallalla laailaha illallah 

wo jo bilal ae habshi hai sarwar ae deen ka pyara hai 

duniya ke har aashiq ki aankho ka wo tara hai 

zulm hue kitne uspar seene pe rkha patthar 

lab pr phir bhi jaari tha laailaha illallah 

hasbi rabbi jallallah mafi qalbi ghairullah 

noor ae muhammad sallalla laailaha illallah 

hasbi rabbi jallallah mafi qalbi ghairullah 

noor ae muhammad sallalla laailaha illallah

Explore this song