Roman script

Sona sona dil ka kona, kona hua

Jo hua tere rubaru

Jo na hona tha wo

Jane kyun ho gaya

Ho gaya jahaan huabhu

Tu mili to laga khamakha bewajah

Dil mera yoon hi dhadka piya

Shukriya, teh dil se shukriya

Haan tune dil chhua hai

Milne ki dua hai tera shukriya

Aaj hi haan mile aaj hi

Aaj hi tumhi se pyar ho gaya

Aakhiri haan meri tu aakhiri

Saans pe bhi naam hai likha tera

Aur hai pyaar kya

Bas ye hi hai pata

Pyaar mein jo mita wo jiya

Shukriya, teh dil se shukriya

Haan tune dil chhua hai

Milne ki dua hai tera shukriya

Saamne aaj hai saamne

Saamne hai mere jannate meri

Thaam le tu agar jo thaam le

Haath mein ho saari mannatein meri

Aasmaan hai ye mera raajdaan ban gaya

Naam jo tera labon ne le liya

Shukriya, teh dil se shukriya

Haan tune dil chhua hai

Milne ki dua hai

Shukriya, teh dil se shukriya

Haan tune dil chhua hai

Milne ki dua hai tera shukriya hai

Tera shukriya

Explore this song