Roman script
Mai hu waha jaha to aa Kar bhi na pohch sake gehra kua Mai hua aasmaan tu hai zameen Tere saath hai meri dua Mai hu waha jaha to aa Kar bhi na pohch sake gehra kua Mai hua aasmaan tu hai zameen Tere saath hai meri dua Koi kisi ki dhoor hai toh Koi kisi ka jhol hai Koi kisi se ada fatra Koi kisi ko bole Itta bhi mai bhola nahi Kyu har kisi ki tola nahi Teri baat sola nahi Mere upar tu sona nahi Mai shola tu shola nahi Ubalta lava bhadakta Fadakta tadakta padakta Hadakta kadak tha sadakka Akadta nahi mai pakadta Tu sirf mera ek latak tha Tujh jaiso ko mai jhatakta Sidha choke slam mai patakta Na tera game hai hard Na teri yaha chalti Chaar din ki zindagi Phir yaha se lena kalti Saath na lu tujhe tu kabhi bhi maare palti Asal hustle hai chhote, Sirf qismat se baat nahi banti Mai hu waha jaha to aa Kar bhi na pohch sake gehra kua Mai hua aasmaan tu hai zameen Tere saath hai meri dua Mai hu waha jaha to aa Kar bhi na pohch sake gehra kua Mai hua aasmaan tu hai zameen Tere saath hai meri dua Pagal panchi unchi udan Tunechi ko up gucci ko down Qattar ziddi satya lagam Anushaasan up bada mera bhav Hype me tu band reh apni lane me Rhymes tere kamzor style tera lame hai Kyu k style woh tera tera nahi Ab tu raha mera nahi Market maine chheena nahi Tera bheja lit hai seena nahi Naye baccho ko pehna nahi Mere tukdo par jeena nahi Rap koi shok haseena nahi Hai mera khoon paseena bhi June se june mahina nahi Wahi khada raha mai hila nahi Na tera game hai hard Na teri yaha chalti Chaar din ki zindagi Phir yaha se lena kalti Saath na lu tujhe tu kabhi bhi maare palti Asal hustle hai chhote, Sirf qismat se baat nahi banti Mai hu waha jaha to aa Kar bhi na pohch sake gehra kua Mai hua aasmaan tu hai zameen Tere saath hai meri dua Mai hu waha jaha to aa Kar bhi na pohch sake gehra kua Mai hua aasmaan tu hai zameen Tere saath hai meri dua
Song details
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)