Roman script

hum hai insaf hum hai hum hai insaf

hum hai insaf hum se badlega ye zamana

sharifon ka dost haramiyon ka patta saaf

patta saaf patta saaf patta saaf patta saaf

apun ka kaam apun ka naam

dono is insaf dono is insaf

jab jab dharti pe kahin paap hoga

paapi ka papad banane uska baap hoga

nevla kudega ab jaisa bhi sanp hoga

ek ek gali me ab apna jaap hoga 

apun ka kaam apun ka naam dono is insaf

hum hai insaf hum hai hum hai insaf

hum hai insaf hum se badlega ye zamana

isiliye rehna ab insaf se dar ke

kaam ke baad sharafat se rehna ghar pe

kyunki bahar hum hai charon taraf hum hai matlab ki 

bhrashtachar ka gala katega ab to hoga kamal 

dhokebazi ka bhanda phutega ab hoga dhamal 

styagrah ka danda padega inki karega inki laal

sare deshdrohi pitenge dekho aaya bawal

sare deshdrohi pitenge dekho aaya bawal

dekho aaya bawal

naam aur kaam dono is insaf

hum hai insaf hum hai hum hai insaf

hum hai insaf hum se badlega ye zamana 

hum hai insaf hum hai hum hai insaf

hum hai insaf hum se badlega ye zamana

sharifon ka jina mushkil aazadi me ghum rahe kamine bindas

sale kar rahe hai kand roz har taraf hai bhrashtrachar

har din naye masley maslon ko suljhane wale pe hi 

atyachar hai ab bhott seh liye atyachar

paap karne walon ko saaf karna padega

samapt karna zaruri hai haq ki ladai

jurm ho jahan bhi hogi uski pitai

dhokebazon ko daboche kar na paye kuch bhi

khisyani billi khamba noche humse bachna mushkil

desh ki awaam thoda soche deshdrohiyon ki haar hogi

jeet insaf ki gandi hawa hogi par

chalegi hawa saaf si

hum hai insaf hum hai hum hai insaf

hum hai insaf hum se badlega ye zamana 

hum hai insaf hum hai hum hai insaf

hum hai insaf hum se badlega ye zamana

Explore this song