Roman script

1993 bambai satar ke agwaade pichdewe 

tukde mein paida hua pala bada 

zindagi thi rough badi tough badi sakht 

badi kathin yaha pe 

zindagi kabhi nahi hoti aasaan

tukde mein har waqt hoti hulchul ghetto ghere mein 

mushkil kar pana sustain tha 

mai toh andhere mein shuruwaati 

din mein  mai bhi jee raha tha 

zindagi lafango ki 

lafango ke shikanjo mein 

patang ke tez maanjho mein 

bhid raha tha pango mein 

lag raha chaska mujhko 

choti moti chori ka 

faukat ke lafde dango mein 

faukat ki seena zori ka 

bada bana jidhar bhi tu 

sadak par aake chhuri kha 

sabar kara toh bhool ja 

kadak bana tijoriyaan 

adab mein rehna sikhega toh 

khichega tu doriyaan 

badak ke jaisa chalna bacchu 

peeche kar ke kohniyaan 

jhadap mein padna hai kya tuhjko 

dekh idhar ki kholiyaan 

magaj pe aa raha jo usko de taraas 

be wajah na le saza tu 

ban misaal bujhne na de 

tu mashaal badle aage tel daal 

le ke aag jab tu bhaage 

jhoote vaade le talaash 

chhute haath phute kaanch tute daat 

sarvanaash 

bombay shahar yaha par zindagi hai mushkil 

har din struggle hai din hustle nahi tik paata 

bujdil yaha 

bombay shahar yaha par zindagi hai mushkil 

har din struggle ha din hustle nahi tik paata 

busdil yaha 

bombay shahar yaha par zindagi hai mushkil 

har din struggle ha din hustle nahi tik paata 

busdil yaha 

bombay shahar yaha par zindagi hai mushkil 

har din struggle ha din hustle nahi tik paata 

busdil yaha 

kyunki yaha bhuhke hai saare log bhukhe 

hai muh pe tere muh pe hai saari baat muh pe 

chuke nahi chuke nishane kabhi nahi chuke 

jhute bane jhute par asli ki banduke 

charsi har naake par fuke 

pasli har naake par tute 

mat ye karna mdma 

basti barbaad hogi waise 

masti har ladke mein rehti 

jaise gharwaale mujhe bheje 

ke jaakar bachcha padh kar 

achcha pass karega school 

yaha par bande ulte kar gaye 

nadi bana swimming pool mere uniform pe dhul 

tiffin box nahi hai phoenix mall mein hai 

morning show chalo college kaun padhe 

mere dost konse hai matter solve karo 

police call kare mere abba hai nahi 

bahar gaav mein wo to job kare 

meri maa har dafa mere peeche hi 

pareshaan rahe meri harkaton se phir 

baaz aaya mai rukh naya mila 

ipad kare fight back tafri pe chala 

mai to right path 

bombay shahar yaha par zindagi hai mushkil 

har din struggle ha din hustle nahi tik paata 

busdil yaha 

bombay shahar yaha par zindagi hai mushkil 

har din struggle ha din hustle nahi tik paata 

busdil yaha 

bombay shahar yaha par zindagi hai mushkil 

har din struggle ha din hustle nahi tik paata 

busdil yaha 

bombay shahar yaha par zindagi hai mushkil 

har din struggle ha din hustle nahi tik paata 

busdil yaha

Explore this song