Roman script

Nahi nahi nahi nahi nahi x(3)
Are re mera sandal toota re
Bareilly ke bazaar mein
Mujhe sabne loota re
Bareilly ke bazaar mein
Gali hai sankadi log bathere
Uspe aashiq saare tere
Jaanke fir tu gayi kyu?
Bareli ke bazaar mein
Kal tune bola tha mujhko
Aaj milega shaam re
Milne se pehle hote hai
Mujhko kitne kaam re
Kaajal bindiya paayal jhumke
Husn ke sab hathiyar ve
Tere hi khatir lene the
Solah shringar ve
Ab chalne na tere bahaane
Hai tere 100 100 deewane
Jab se gayi hai aage lagi hai
Bareli ke bazaar mein
Are re mera sandal toota re
Bareilly ke bazaar mein
Mujhe sabne loota re
Bareilly ke bazaar mein
Mera sandal toota re
Bareilly ke bazaar mein
Mujhe sabne loota re
Bareilly ke bazaar mein

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sunidhi Chauhan, Nakash Aziz

director: V. V. Vinayak

cast: Sreenivas Bellamkonda, Nushrratt Bharuccha

choreography: Ganesh Acharya

music label: Times Music

Song video

Watch on YouTube

singer: Dev Negi, Sunidhi Chauhan