Roman script

Haan patthar ko apna samjh kar

Ik sheesha toot gaya

Ik seene raste par

Haan main akela chhut gaya

Lag jaati hai aag zehan main

Jab jab bhi barsaat ho

Roz sota hoon yeh soch kar

Aaj aakhiri raat ho

Main dua karunga allah se

Meri maut tere haath ho

Aur agle janam mein firse meri

Aashiq waali jaat ho

Main dua karunga allah se

Meri maut tere haath ho

Aur agle janam mein firse meri

Aashiq waali jaat ho

Kya tumhe pata kitna darte hai

Hum ab ishq ke naam se

Ache khashe shaayar the

Ab nahi rahe kisi kaam ke

Aa jaati hai yaad tumhari

Kagaz kalam uthate hi

Kitne kagaz phenke maine

Likh likh tere naam ke

Kya tha likha tha maine tujh par

Shayad tujhko yaad ho

Roz sota hoon ye soch kar

Kash tujhse baat ho

Main dua karunga allah se

Meri maut tere haath ho

Aur agle janam mein firse meri

Aashiq waali jaat ho

Jahan rehte hai toote aashiq

Main usi jagah pe milta hun

Tu koshish kar sun'ne toh aa

Main aaj bhi gaane likhta hun

Maine bhi kuch dil tode hai

Jaise mera tune toda tha

Mujhe kehne lage hain saare

Ab main tere jaisa dikhta hoon

Jab main jau iss duniya se

Uss din khuda barsaat ho

Aur agle janam mein firse meri

Aashiq waali jaat ho

Kya khud ko khuda maante ho

Kya khud ko khuda maante ho

Humein maar toh diya

Par ek shayar ko maarne ki

Saza jante ho

हिंदी में गीत

हाँ पत्थर को अपना साँझ कर

इक शीशा टूट गया

इक सीने रास्ते पर

हाँ मैं अकेला छट गया

लग जाती है आग ज़हन मैं

जब जब भी बरसात हो

रोज़ सोता हूँ ये सोच कर

आज आख़िरी रात हो

मैं दुआ करूँगा अल्लाह से

मेरी मौत तेरे हाथ हो

और अगले जनम में फिरसे मेरी

आशिक़ वाली जात हो

मैं दुआ करूँगा अल्लाह से

मेरी मौत तेरे हाथ हो

और अगले जनम में फिरसे मेरी

आशिक़ वाली जात हो

क्या तुम्हे पता कितना डरते है

हम अब इश्क़ के नाम से

अच्छे खाशे शायर थे

अब नही रहे किसी काम के

आ जाती है याद तुम्हारी

काग़ज़ कलम उठाते ही

कितने काग़ज़ फेंके मैने

लिख लिख तेरे नाम के

क्या था लिखा था मैने तुझ पर

शायद तुझको याद हो

रोज़ सोता हूँ ये सोच कर

काश तुझसे बात हो

मैं दुआ करूँगा अल्लाह से

मेरी मौत तेरे हाथ हो

और अगले जनम में फिरसे मेरी

आशिक़ वाली जात हो

जहाँ रहते है टूटे आशिक़

मैं उसी जगह पे मिलता हूँ

तू कोशिश कर सुनने तो आ

मैं आज भी गाने लिखता हूँ

मैने भी कुछ दिल तोड़े है

जैसे मेरा तूने तोड़ा था

मुझे कहने लगे हैं सारे

अब मैं तेरे जैसा दिखता हूँ

जब मैं जौ इस दुनिया से

उस दिन खुदा बरसात हो

और अगले जनम में फिरसे मेरी

आशिक़ वाली जात हो

क्या खुद को खुदा मानते हो

क्या खुद को खुदा मानते हो

हमें मार तो दिया

पर एक शायर को मारने की

सज़ा जानते हो

Explore this song