Roman script

ishq ishq hai ishq ishq hai

ishq ishq hai ishq ishq

ishq ishq hai ishq ishq hai

ishq ishq hai

haan tera rang jaise ishq varga hmm

ishq ishq hai

ishq ka rang toh hai rabb varga

rabb ka rang toh hai paani sa sa

ishq ishq hai paani ka rang toh hai

teri rooh varga

oonchi oonchi deewaron ko laangh ke aana padega

oonchi oonchi deewaron ko laangh ke aana padega

saari khushiyan saath samete

baandh ke aana padega

ho saath kangan leke aana

thode bandhan leke aana

haan nibhayenge hum milke

haan thodi baatein leke aana

saari raatein leke aana

guzarenge hum milke

oonchi oonchi deewaron ko laangh ke aana padega

sadda ishqa yeh ishqa yeh ishqa yeh ishqa

ho sadda ishqa yeh ishqa yeh ishqa yeh ishqa

ho keh de aye uss khuda se jo maango woh milta hai

teri bhi sunega woh khuda

isqa yeh rishta hai jo tere aur mere dil ka

dikhta iss rishte mein khuda

ho iss rishte ko saath mein milke

humko nibhana padega bhool ke saari duniya ko

bhaag ke aana padega

laal joda pehne aana haath mehndi wale laana

rachayenge sang milke

saath kangan leke aana woh bandhan leke aana

nibhayenge sang milke

oonchi oonchi deewaron ko

laangh ke aana padega

Explore this song