Roman script

chun chun ke khushiyan tujhko mile

teri sab duayein rabb poori kare

laado tu meri sabki bitiya bane

tujhse hi raunake raunak rahe

mere ghar ka noor tu ja rahi hai door tu

bhoolna na baabul ki sunayi woh kahaniyan

madhaniya haaye

ho pariyan tujhe apne haathon se sajaye

chaand sitaare teri le lein balayein

pariyan tujhe apne haathon se sajaye

chaand sitaare teri le lein balayein

aaye kabhi jo aashu khushiyon ke aaye

de jaaye zindagi ko pyar ki nishaniyan

madhaniyan haaye

ho yaadon ki sandukdi de kar ke sahiba

chhod ke tu jaaye ri

sada khush rahe tu itni dua hai par

yaad badi teri aayegi yaad badi teri aayegi

dil mein apne maine sambhal ke

rakh li teri kuchh nishaniyan

madhaniya haaye

Explore this song