Roman script

kaise kahan kab ho gaya main kho gaya teri aankhon mein

lehro pe woh chalti hain, zulfo mein shaam dhalti hai

baadal ki khamoshi ab kaise rahe chup 

tu hi bata kab ho gaya main kho gaya teri aankho mein

kaise kahan kab ho gaya main kho gaya teri aankho mein

saanso mein chand ke aahein subaho ki dhup nigaahein

palko ki kirno mein meri raatein hui gum

hona tha jo woh ho gaya main kho gaya teri aankhon mein

kaise kahan kab ho gaya main kho gaya teri aankhon mein

Explore this song