Roman script

Andekhi raahon mein

Kass ke mujhe bahon mein

Le kar chalo khoyi main rahoon

Tere saaye mein

Dil ki tehkhaanon mein

Yaa aasmaano mein

Le kar chalo khoyi main rahoon

Teri baahon mein

Meri ragon mein bhi

Nason mein bhi

Nasha hai tera mera behakna

Naa roko mujhe tum

Apne labon se bhiga daalo

Hum tumko phir se

Milein naa milein aise

Meri panaahaon mein

Baahon main nikle hain dum mera

Tera satana yoon achha lage kyun

Chhu kar mujhko jala daalo

Hum tumko phir se

Milein na milein aise

Baarish sa mere badan pe tu

Khudko barasne de mujhse lipatne de

Mere geele se mann ko tu

Thoda machalne de thoda tadapne de

Meri ragon mein bhi

Nason mein bhi

Nasha hai tera mera behakna

Naa roko mujhe tum

Apne labon se bhiga daalo

Hum tumko phir se

Milein naa milein aise

हिंदी में गीत

अनदेखी राहों में

कस के मुझे बाहों में

ले कर चलो खोई मैं रहूं

तेरे साए में

दिल की तहखानों में

या आसमानो में

ले कर चलो खोई मैं रहूं

तेरी बाहों में

मेरी रगों में भी नसों में भी

नशा है तेरा मेरा बहकना

ना रोको मुझे तुम

अपने लबों से भीगा डालो

हम तुमको फिर से

मिलें ना मिलें ऐसे

मेरी पनााओं में

बाहों मैं निकले हैं दम मेरा

तेरा सताना यूँ अच्छा लगे क्यूँ

छू कर मुझको जला डालो

हम तुमको फिर से

मिलें ना मिलें ऐसे

बारिश सा मेरे बदन पे तू

खुदको बरसने दे मुझसे लिपटने दे

मेरे गीले से मन को तू

थोड़ा मचलने दे तोड़ा तड़पने दे

मेरी रगों में भी नसों में भी

नशा है तेरा मेरा बहकना

ना रोको मुझे तुम

अपने लबों से भीगा डालो

हम तुमको फिर से

मिलें ना मिलें ऐसे

Explore this song