Roman script

Behoshi se oce uthi khilke
Li angdayi khwabon ne machal ke
Jaane kese yeh fiza yahan badal gayi
Jaane kaise ye khushi yahan smuggle hui
Dil ki, dil ki gali mein
Dil ki gali mein kaisi hawa chali
Dil ki, dil ki gali mein
Dil ki gali mein kaisi hawa chali
Haan mauj haan haan mauj haan
Haan mauj haan haan mauj haan x(2)
Darte the jo khwabon wabo ke bhi naam se
Udte hai firte hai kaise yoon itminan se
Laakhon pehre yun khule agal bagal kahin
Jaane kaise ye khushi yahan smuggle hui
Dil ki, dil ki gali mein
Dil ki gali mein kaisi hawa chali
Dil ki, dil ki gali mein
Dil ki gali mein kaisi hawa chali
Haan mauj haan haan mauj haan
Haan mauj haan haan mauj haan x(2)

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Katyayani, Sheykhar Ravjiani

director: Divyang Thakkar

cast: Ranveer Singh, Shalini Pandey, Boman Irani, Ratna Pathak Shah, Jia Vaidya

choreography: Ruel Dausan Varindani

director of photography: Siddharth Diwan (ISC)

music label: Yrf