Roman script
Teri yaad rula deti hai Mere yaar hasa dete hain Har sham mere hathon mein Aake jaam thama dete hain Tere ishq se kitne sacche hain Mere yaar kitne achhe hain Teri hi kassam deke mujhko Har roz pila dete hain Teri yaad rula deti hai Mere yaar hasa dete hain Har sham mere hathon mein Aake jaam thama dete hain Mera dil naa maane baat meri Kyun ab bhi yeh chaahe tujhko Kaise main isse samjhaun bataa Tu chhod ke chali gayi mujhko Haan sharaabi hoon main dil haara hua Phir ishq muje na daubara hua Raane ghammon ko laga ke gale Hum do ghoont laga lete hain Teri yaad rula deti hai Mere yaar hasa dete hain Har sham mere hathon mein Aake jaam thama dete hain Teri yaad sambhali maine Achhi aadatein kharaab ki Paani nahi piya itna Jitni maine sharaab pi
Song details
- Singer: Yasser Desai
- Composer: Rajat Nagpal
- Lyricist: Rana Sotal
Song video
director: Agam Mann, Aseem Mann
cast: Karan Kundrra, Tejasswi Prakash
choreography: John
director of photography: Shinda Singh
music label: Desi Music Factory