Roman script
Bolna nahi tha but I think I just have to say it! True! No invitation chhote Aaya hoon main bin bulaye Jaise cobra ko Bil se koyi been bulaye Aana hi tha yahan par Rapping ka to scene bura hai Kisi ka to achcha aur Kisi ka aaj din bura hai Yahin par hi rehna hai Aur jeetna hearts ko Koyi shauk nahi hai Mera beta banne ka passport Yahan kahlon jaise banne ki Aaj bahut hai hoch moch Sahi rasta dikha doon Sabko pakda torch hoon Mere gaanon mein melody Aur gaanon mein bars bhi Mere gaanon mein sar pair Aur gaanon mein dhaar bhi Mere gaanon mein kerala Aur up bihar bhi Kyunki seekha maine eminem Aur seekha rahman bhi Mujhe aata nahi kaise loon main jhoothi TRP Reality mein jeeta hoon nahi life vr ke Mila automatic pyaar nahi chahiye pr team Sathi sab barabar wale there is no hierarchy Tabhi independent nahi kehta interdependent Akele ka kaam nahi hai entertainment friend Soch khali achchi rakhi ache intentions Khali views ke liye kiye nahi gaane koyi ain ben Main isse bada hoon Main tujhse bada hoon Main usse bada hoon Main sabse bada hoon Funny par sad hai ki sabko lagta hai ki Yahi hip-hop hai shayad bas tumhein Dikhne ka shauk hai shayad se beta ji Tumhein likhne se khauf hai Saraswati maa kare kam mukammal Sang allah jesus aur sang hain shankar Sabke hath hain sar pe aur main unke under Mere gaane pooja aur main likhta mantar Tabhi chup rehta hoon aur hoon main humble Par andar chamke mere bajte thunder Shant hoon main baitha loon main pehne kambal Apne nahi main chhote unke dum par Poori life laake rakh di maine sabke saamne Toote sapnon ko saare maine liye kaam mein Underrated aur tha underdog mein Bulaya nahi kisi ne par hoon aamne saamne Main aaya yahaan pe bin bulaye Hai shayad khuda ne hi chuna hai Kiye hain tay lambe fasle Sambhalna aage yeh zalzala hai Next track kab aara hai bro F*ck this nonsense Gaane banata hoon nahi youtube ke content Bhale hoon ni main tansen par chori ni kaam se Aaina bhi dekhna hai zinda hai conscious Har track hai naya aur dino story gaa raha hai Try kar rahe bahut kisi se ho ni paa raha hai Ab aadhe gaane main Aur aadhe label laa raha hai Koyi khush mere liye Aur koyi so ni paa raha hai Slowly aa raha hai par dhoni aa raha hai No dikhawa hai yeh woh sitara hai I know hansa ni jaa raha hai Aur tu ni ro ni paa raha hai Yeh to samay batayega kiska bol baala hai Hustle mein, puzzle mein Asal mein, ghazal mein Jatal mein, saral mein Atal mein, safal mein Sambhal na katal mein Double hoon trouble mein Bagal se nakal kar Duffer tu bubble mein Chipak ke main likhta hoon Jaise hoon chhipkali Kalakari aadi hai yeh Chhote yeh trick badi True mein craft se Ya phir keh lo zid badi Tikte gaane aur deta hit par hit Par haarta bahut hoon Aur hota main vifal hi Par manta kahan hoon I just won my victory Aur agar tumhein lage Dino kuchh bhi keh raha hai Toh hath mein rakhna beta Moti dictionary Chikni road hai hai yeh slippery Gir na jaana sapat slippery Rap mein pakad meri Strong hai grip badi Studio gang se saare That's a big worry Doon main tippani please don’t trigger me Jo bhi soch rahe uska hoga vipreet God willing aisa kuchh nahi Jo kar ni sakta range hai apni 360 degree Still talking, munh mein zip bari Rhymes ki baarish ab hogi literally Insta mein charity that's a cheap buddy Hip-hop mein bahut zyada aa gayi titli Gussa aa raha hai to rakhna bheetar hi Kahi nahi ja raha hoon hoon main idhar hi Kabhi on the face hoon kabhi maarun deeper hi Life is beautiful life is behtareen Sachi raat bhar likhkar Subah paper phaadne ka Dum rakhta hoon Gutsy, hoon main tabhi calm zyada Aur munh se raja thoda kam bakta hoon Trust me, khoja maine paaglo ke jaise Tab jaake chhote mila mera sound Shakti, deti meri maa tabhi gaanon mein hamesha Unka naam japta hoon Aaya yahan pe hoon main bin bulaye Hoon dosti mein kaayal Par ladne mein layak hoon Seena phulaye par seena khulaye Ab karne ka kya hai you only decide Main aaya yahaan pe bin bulaye Hai shayad, khuda ne hi chuna hai Kiye hai, tay lambe faasle Sambhalna, aage yeh zalzala hai Khaali hath hi tha main fariyadi tha main Jariya bana tu dariya bana main Khaali hath hi tha main fariyadi tha main Jariya bana tu dariya bana main
Song details
- Singer: Dino James
- Composer: Bluish Music
- Lyricist: Dino James
Song video
director: Himanshu Nisha Tyagi
director of photography: Arjun Sorte
genre: Hip-Hop (Rap)