Roman script
Aye, aye, aye Poori bottle down par wo hili bhi nahi Aake saath mere dance kare, chiggy-wiggy Boli, "Karna chahti grind", deti kissy bhi nahi Bom-bom lage, karti wo diggy-diggy Oh my god, she's so teekhi-teekhi (aah) Dil le gayi, aisi maut kabhi milti nahi Dhunda bahut, kaafi hot lagi dp-dp Jab kari baat ki "Chalegi mere naal?" Oh candy, "Hmm", ye bhi kya baat hai? Haan ya na mein bata de, meri jaan Woh kehndi, "Hmm", ye bhi koi baat hai? Waise hazaar baatein kare din-raat Oh kehndi, "Hmm", ye bhi kya baat hai? Haan ya na mein bata de, meri jaan Oh kehndi, "Hmm", ye bhi koi baat hai? Main jab bhi aake us se poochun ye sawaal Oh kehndi "Baby, see, hoon main south delhi ki (ooh) Vegan wali diet, almond wala ghee (ooh) Mera mann jo karega, na, main wahi karungi (haan) Aisi chhoti-moti gaadi mein main nahi baithungi Abey, jaanti nahi tu, hoon main bahut bada g Heavy driver, aate hi sab ki mauj kara di (bete) Kare bounce poora delhi, kare bop karachi Khullarg mera naam, hoon main bahut harami (yo) Loonga tujhko sambhal, tu giregi nahi Book karun five-star, tu chalegi nahi Baatcheet hogi aur kuch karenge nahi Kharche honge par tere kabhi ginenge nahi Bataati kyun nahi "Kya chahiye, baby?"? Degi marne bhi nahi, degi jeene bhi nahi Jaanta hoon pyar-vyar mein tu giregi nahi But jab bhi aake usse poochun ye sawaal Oh candy, "Hmm", ye bhi kya baat hai? Haan ya na mein bata de, meri jaan Woh kehndi, "Hmm", ye bhi koi baat hai? Waise hazaar baatein kare din-raat Oh kehndi, "Hmm", ye bhi kya baat hai? Haan ya na mein bata de, meri jaan Oh kehndi, "Hmm", ye bhi koi baat hai? Main jab bhi aake us se poochun ye sawaal Oh kehndi "Aapne jis vyakti ko call kiya hai" Abe, yaar "Vah abhi doosri call pe vyast hain" Bhai, isne to block hi kar diya Shit! Kya hua? Tu chhoti hai to heels main dila dunga Tu nalli hai to tujhko niharoonga Magar papa ki pari na kabhi paloonga Main uda dunga to baby, please, believe Ye "Baby, shona, jaanu", mujhse na hoga Agar peeni tujhe daaru to pila dunga Tu degi jo paros ke, main kha loonga Aur nahi kaatoonga (yo) Ishaare de hazaar par kahegi nahi Teri bestie de rahi bhaav, tu dene ki nahi Aankhiyon se degi maar, kabhi sekegi nahi Dil ki baatein saaf-saaf kabhi kahne ki nahi Bataati kyun nahi "Kya chahiye, baby? Degi marne bhi nahi, degi jeene bhi nahi Jaanta hoon pyar-vyar mein tu giregi nahi But jab bhi aake usse poochun ye sawaal Kehndi hmm..
Song details
- Singer: KhullarG
- Composer: Bluish Music
- Lyricist: KhullarG
Song video
director: Manil Kandwal
director of photography: Manil Kandwal, Sarthak Nautiyal
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Kala Kranti Malsons