Roman script
Lafzon ki, nazakat toh dekho Adaaon ki, shararat toh dekho khoya main, khoyi ho tum Mere mann ki har chaahat ho tum Baahon mein, baahon mein, khone do Iss pal ki aadat hai, hone do Baahon mein, baahon mein, khone do Iss pal ki aadat hai, hone do Tere dil ki yeh saazish hai Kya nazar ki ijazat hai ruki hui hai har ghadi tere aankhon ki dhun me chhupi Baahon mein, baahon mein, khone do Iss pal ki aadat hai, hone do Baahon mein, baahon mein, khone do Iss pal ki aadat hai, hone do Kisi kal ki adhoori kahaani kisi roz ka maamala kahan hoon main, kahan ho tum in saanson ki chaadar mein gum Baahon mein, baahon mein, khone do Iss pal ki aadat hai, hone do Baahon mein, baahon mein, khone do Iss pal ki aadat hai, hone do Baahon mein, baahon mein, khone do Iss pal ki aadat hai, hone do
हिंदी में गीत
लफ़्ज़ों की, नज़ाकत तो देखो अदाओं की, शरारत तो देखो खोया मैं, खोई हो तुम मेरे मन की हर चाहत हो तुम बाहों में, बाहों में, खोने दो इस पल की आदत है, होने दो बाहों में, बाहों में, खोने दो इस पल की आदत है, होने दो तेरे दिल की ये साज़िश है क्या नज़र की इजाज़त है रुकी हुई है हर घड़ी तेरे आँखों की धुन मे छुपी बाहों में, बाहों में, खोने दो इस पल की आदत है, होने दो बाहों में, बाहों में, खोने दो इस पल की आदत है, होने दो किसी कल की अधूरी कहानी किसी रोज़ का मामला कहाँ हूँ मैं, कहाँ हो तुम इन साँसों की चादर में गुम बाहों में, बाहों में, खोने दो इस पल की आदत है, होने दो बाहों में, बाहों में, खोने दो इस पल की आदत है, होने दो बाहों में, बाहों में, खोने दो इस पल की आदत है, होने दो
Song details
- Singer: Prateek Kuhad
- Composer: Prateek Kuhad
- Lyricist: Prateek Kuhad
Song video
director: Reema Maya
cast: Aarsha Mohan, Kunal Thakur