Roman script

thodi thodi hai sab ki suni 
thoda kuch to sab ne kaha
thoda thoda samjha bhi magar 
dil ye mane kaha
bas iski jid hai dil be fikar lapata
kaisi ye dhun hai khokar bhi kuch na mila 
is dil ki aadat yahi hai 
girkar sambhlta nahi hai 
jalim samjhta nahi hai ye koi juban 
ye dil beparvah 
katra katra ho gya dil ye bikharta gya 
duniya gujarti rahi tukado pe chalti rahi
bas iski jid hai dil be fikar lapata
kaisi ye dhun hai khokar bhi kuch na mila 
is dil ki aadat yahi hai 
girkar sambhlta nahi hai 
jalim samjhta nahi hai ye koi juban 
ye dil beparvah 
is dil ki aadat yahi hai 
girkar sambhlta nahi hai 
jalim samjhta nahi hai ye koi juban 
ye dil beparvah ye dil beparvah 
ye dil beparvah ye dil beparvah

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Ankur Tewari, Prateek Kuhad