Roman script

mil gayi aaj aasman se aa gayi aage main jahaan se

yeh kya hua udi, neendein aankhon se

judi, raatein khwaabon se mudi, yeh jaane main kahan

udi, neendein aankhon se judi, raatein khwaabon se

mudi, yeh jaane main kahan mil gayi aaj aasman se

aa gayi aage main jahaan se yeh kya hua

paanv zameen pe hain, ya badal pe

uljhe sitaare aake anchal se

paanv zameen pe hain, ya badal pe

uljhe sitaare aake anchal se

jee li umar saari is pal mein

kuchh bhi nahin ab mere kal mein

udi, neendein aankhon se

judi, raatein khwaabon se

mudi, yeh jaane main kahan

udi, neendein aankhon se

judi, raatein khwaabon se

mudi, yeh jaane main kahan

mil gayi aaj aasman se

aa gayi aage main jahaan se

yeh kya hua

udi, neendein aankhon se

judi, raatein khwaabon se

mudi, yeh jaane main kahan x (3)

Explore this song