Roman script
Ungli pakad ke sikhaya tha kaise jiye zindagi Bigde raahon mein haalaton se darke na rukna kabhi Bulaya khuda ne tumhe aur mujhko rulaya tabhi Simat gaya woh aangan Jab se shaam ko ghar nahi aate ho Simat gaya woh aangan Jab se shaam ko ghar nahi aate ho Tham gayi meri khushiyan Papa yaad bahut tum aate ho Papa yaad bahut tum aate ho Papa yaad bahut tum aate ho Darta bhi tha aapse Par karta bahut pyaar tha Jahaan se bhi ladta agar Aapka saath har baar tha Farz nibhaya tha jo aapne Jeene ka woh saar tha Rab mere tum the Meri rooh mein jo bas jaate ho Har pal mere dil mein Papa yaad bahut tum aate ho Papa yaad bahut tum aate ho Papa yaad bahut tum aate ho
हिंदी में गीत
उंगली पकड़ के सिखाया था कैसे जिए ज़िंदगी बिगड़े राहों में हालातों से डरके ना रुकना कभी बुलाया खुदा ने तुम्हे और मुझको रुलाया तभी सिमट गया वो आँगन जब से शाम को घर नही आते हो सिमट गया वो आँगन जब से शाम को घर नही आते हो थम गयी मेरी खुशियाँ पापा याद बहुत तुम आते हो पापा याद बहुत तुम आते हो पापा याद बहुत तुम आते हो डरता भी था आपसे पर करता बहुत प्यार था जहाँ से भी लड़ता अगर आपका साथ हर बार था फ़र्ज़ निभाया था जो आपने जीने का वो सार था रब मेरे तुम थे मेरी रूह में जो बस जाते हो हर पल मेरे दिल में पापा याद बहुत तुम आते हो पापा याद बहुत तुम आते हो पापा याद बहुत तुम आते हो
Song details
- Singer: Abhinav Shekhar
- Composer: Abhinav Shekhar
- Lyricist: Abhinav Shekhar
Song video
director: nitin Fcp, Nadeem Akhtar
director of photography: Vishal Sinha
music label: Blive Music