Roman script

meri aankhon ke taare nanhe se pyare

khushiyon ki dhadkan to sun

maa ka dil hai pukare

mere seene mein thandak milti tere sahare

khushiyon ki dhadkan to sun

maa ka dil hai pukare dil hai pukare

lag jaye meri umar rehna sada muskurate

saansein mere sochti lamhe guzare

meri aankhon ke taare nanhe se pyare

khushiyon ki dhadkan to sun

maa ka dil hai pukare dil hai pukare

maa tu hai kaha

tujhe dhoondti hai nigahain meri

tarasti rahein rang tere sari aasay meri

mil jaye mujhko khuda bhi agar

bhar na paunga main teri kami

tu hi tha sab kuch mera tu aasmaan tu hi zameen

maa bin tere sonha lage hai jahan

maa oo maa tu hai kaha

meri aankhon ke taare nanhe se pyare

khushiyon ki dhadkan to sun

maa ka dil hai pukare

maa oo maa tu hai kaha

maa oo maa tu hai kaha

tu toh maa hai mujhe maaf kardegi

meri duniya duaon se bhar degi

tu toh maa hai mujhe maaf kardegi

mere khushiyan duaon se bhar degi

ore maa nahin main gunahgar tha

aab tak iss gham mein lachar tha

maa oo maa!

meri aankhon ke taare

nanhe se pyare

khushiyon ki dhadkan to sun

maa ka dil hai pukare

Explore this song