Roman script
sham hai, jaam hai aur hai nasha tan bhi hai, mann bhi hai pighala hua chhayi hai ranginiya, phir bhi hai betabiya kyun dhadkta hai dil, kyun ye kehta hai dil deewano ko ab tak nahi hai ye pata aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya do ghadi me yaha, jane kya hoga jo hamesha tha mera, fir mera hoga kaun kiske dil me hai faisala hoga faisala hai yahi, jit hogi meri deewano ko ab tak nahi hai ye pata aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya aao main tumse kahu, baat chupke se rang badlegi pal me, raat chupke se tumko le jaunga phir sath chhupke se jaaoge tum kaha, dekho main hu yaha deewano ko ab tak nahi hai ye pata aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya
Song details
- Singer: Alisha Chinai
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Don - The Chase Begins Again (2006)
- Composer: Shankar Ehsaan Loy
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Shahrukh Khan
- Actor: Priyanka Chopra
- Actor: Arjun Rampal
- Actor: Kareena Kapoor
- Actor: Eesha Koppikhar
- Actor: Om Puri
- Actor: Pawan Malhotra
- Actor: Boman Irani
- Actor: Sushma Reddy
- Actor: Diwakar Pundir
- Actor: Rajesh Khattar
- Actor: Tanay Chheda
- Actor: Bikramjeet Kanwarpal
- Actor: Chunky Pandey
- Actor: Shakeel Khan
Song video
singer: Alisha Chinai, Sonu Nigam
actor: Shahrukh Khan, Priyanka Chopra