Roman script
dil ki baatein kab tak oton tak na layenge
lamhe jo guzre lautke na wapas aayenge
kehe bhi doon toh ishq main tere
ho jayenge fanah
besabar sabar sa mann yeh mera
hota hai bepanah
sun zara sun zara dhadkane
kuch kehe rahi hai
sun zara sun zara maahiyaa
san zara sun zara saanson
main jane yeh kaisi naami hai
sun zara sun zara maahiyaa
aa mujhe tham le faaslein sab mita ke
mujhko aaram de dard sare bhula ke
taufa yeh ishq ka aa tujhe saup doon
pyaar se tu de zehar main
haaste bekhaf loon
sun zara sun zara dhadkane
kuch kehe rahi hai
sun zara sun zara maahiyaa
san zara sun zara saanson
main jane yeh kaisi naami hai
sun zara sun zara maahiyaa
Explore this song