Roman script
Lekar sabhi yaadein meri Phir se aaya woh saamne Iss baar bhi gham hi diya Kyun ishq ke anzaam mein Leke gham yahaan Laute hain sapne sabhi Juda tujhse ho gaye Huye khud se bhi ajnabi Tanha hoon, Aankh meri aansu'on se nam hain Tere gham ki, Barishon mein aaj bheege hum hain Chhod ke mujhko door gaya Kyun de di yeh tanhaaiyan Aur koyi na dil vich mere Tu vassda ik mahiya Chhod ke mujhko door gaya Kyun de di yeh tanhaaiyan Aur koyi na dil vich mere Tu vassda ik mahiya Yeh aasman ke taaron sa Kyun mujhse door tu hai Dil mein chhupi har baat se Kyun bekhabar tu hai Ishq ka jo raasta hai Is'se na ab vaasta hai Jaldi aaun dil ki sooni raah par Mera dil bhi na haan Soona shehar hai koyi Akela hi reh gaya Ismein raha na koyi Tanha hoon, Aankh meri aansu'on se nam hain Tere gham ki, Barishon mein aaj bheege hum hain Tanha hoon, Aankh meri aansu'on se nam hain Tere gham ki, Barishon mein aaj bheege hum hain
Song details
- Singer: Yasser Desai
- Composer: Anmol Daniel
- Lyricist: Pankaj Dixit
Song video
director: Ritika Bajaj
cast: Aamir Ali, Hiba Nawab, Akshay Kharodia
director of photography: Vishal Sinha
music label: Indie Music Label