Roman script
Tu hai toh behaki hawaaon sa udta phiroon Tu hai toh tere khayaalon mein behta rahoon Tu hai toh behaki hawaaon sa udta phiroon Tu hai toh tere khayaalon mein behta rahoon Khaamoshi ke lamhon mein Teri baatein sunta rahoon Tu hai toh behaki hawaaon sa udta phiroon Tu hai toh tere khayaalon mein behta rahoon Tu hai toh behaki hawaaon sa udta phiroon Tu hai toh tere khayaalon mein behta rahoon Sukriya dil se Tune mujhe haan sikhaya pyaar Sukriya dil se Tune jo ye nibhaya pyaar Kisi cheez ki kami nahi Aur saansein meri thami nahi Sukriya dil se Jo band aankhon mein dikhaya pyaar Teri muskan meri hai jaan Teri hansi pe main kurbaan Tere liye hi jeeta hoon Tere liye ho jaaun fana Har lamha ik yaad bani hai Aur yaadein khaas bani hai Jo tu mere paas yahi hai Saare ehsaas sahi hai Har pal tu mere saath khadi hai Chaahein khilaaf khadi hai Muqqammal pyaar mera Meri bas fariyaad yahi hai Aur kya maangu tujhse main khuda Kuch na dhyaan mein Maangu kya main tujhse Jab tu khud hai mere saamne Tu hai toh behaki hawaaon si udti phiroon Tu hai toh tere khayaalon mein behti rahoon Tu hai toh behaki hawaaon si udti phiroon Tu hai toh tere khayaalon mein behti rahoon Khaamoshi ke lamhon mein Teri baatein sunta rahoon Tu hai toh behaki hawaaon sa udta phiroon Tu hai toh tere khayaalon mein behta rahoon Tu hai toh behaki hawaaon sa udta phiroon Tu hai toh tere khayaalon mein behta rahoon
Song details
- Singer: Ash King
- Singer: Palak Muchhal
- Singer: Parry G
- Composer: Palaash Muchhal
- Lyricist: Palak Muchhal
Song video
singer: Ash King, Palak Muchhal, Parry G
director: Saurabh Prajapati
cast: Terence Lewis, Digangana Suryavanshi
director of photography: Sayed Tanveer
music label: Pal Music