Roman script
Ho.. Ho.. Dehlije, raaste sab tere ho gaye Nain teri raahon mein bichhe O.. Aao chale taaron se pare Aage aage tu pichhe main rahoon Meri baahein thaam le Jaisa chaahein tu waisa main banoon Khud sa bana mujhe Kaha na tumhare hai hum Kaho na mere ho mere tum Rehne do zara rehne do na Tujhme chhupa yun hi Kehne do zara kehne do na Baatein hai abhi baaki Chalke farmahishein honthon tak aa gayi Udne lage lafz pyaar ke O.. Beete hai pal intezaar ke Hole hole kam honge faasle Tum badhaao na kadam Chahe na mile aage manzile Silsile na ho khtam Kaha na tumhare hai hum Kaho na mere ho mere tum Rehne do zara rehne do na Tujhme chhupa yun hi Kehne do zara kehne do na Baatein hai abhi baaki
Song details
- Singer: Soham Naik
- Composer: Anurag Saikia
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
director: Vatsal Sheth
cast: Ishita Dutta, Vatsal Sheth
music label: Times Music