Roman script
kismat ki chhappar mein chhed kitne saare usme chhan ke aate roshani ke chhote chhote taare chunna hai mannat ke tootne wale taare jisse pure honge mutthi bhar adhure sapne saare ek tara timtimaya,itni bheed mein mujhko paaya tara ta tara jiski baaton mein lehak hai chingari si dhadak hai sulagti maachis ban ke bhadakti akad mein tan ke ye lou jalti jab talak hai sath jalna tab talak hai baaki khokhli baaten hone do mulaqaten thapendon mein vo uljha mujhko milte hi banta hai jhootha suljh suljha ek tara timtimaya,itni bheed mein mujhko paaya tara ta tara mousamo ki tarah duniya jahan ko bhi badalte paaya khaare paani ki nami zameen par ek mutthi umeed ka beej phenk aaya ek tara timtimaya,itni bheed mein mujhko paaya tara ta tara
Explore this song
- Singer: Vishal Mishra
- Singer: Madhubanti Bagchi
- Film / album: Mast Mein Rehne Ka (2023)
- Composer: Anurag Saikia
- Lyricist: Vijay Maurya
- Actor: Jackie Shroff
- Actor: Neena Gupta
- Actor: Abhishek Chauhan
- Actor: Monika Panwar
- Actor: Faisal Malik
- Actor: Rakhi Sawant
- Actor: Himanshu Karki
- Actor: B.M. Vyas - I
- Actor: Sushil Kumar - IV
- Actor: Raj Singh - I
- Actor: Saba Saudagar
- Actor: Jasmen N. Oza
- Actor: Barkatali Badruddin Patel
- Actor: Bharat Khetalpur
- Actor: Garima Agarwal
- Actor: Vinod Jaywant
- Actor: Shashi Kiran
- Actor: Sikandar Allauddin Khan
- Actor: Sanjay Kumar - IV
- Actor: Uday Sabnis
- Actor: Kaam Bhaari
- Actor: Priyadarshan Jadhav
- Actor: Sharad Wagh
- Actor: Anil Sansare
- Actor: Anushka Goel
- Actor: Ashok Choudhary
- Actor: Raveena Tak
- Actor: Amita Pavera
- Actor: Mashhoor Amrohi
- Actor: Vijay Maurya