Roman script

chota sa fasana kisi ko pata na

kise kya sunana chal pade hai jo hum

ab kaisa bahana isse hai nibhana

ye safar hai naya kya se kya ho gaya

aage kya hai aana bekhabar mai yahan

befikar hai jahan kise kya batana

ki dil mera ho hai banjara ho

hai manzil bhi ye mane na

khuli aakhein dekhe manzar naya sa hai

dekho raahein puchhe manzil meri kahan hai

ho pata lapata kisi ko kya pata

ki mujhe jana hai kahan iss safar ki wajah

hai yeh farz ya saza ye maine jaana hai kahan

ki dil mera ho hai banjara ho

hai manzil bhi ye mane na

Explore this song