Roman script
Khoob thaka tu apno ki wajah Apnon ke liye thahar ja Saje hain jo sapne aankhon mein tere Thoda aur sajne de Daud bhaag ke chhalon par Waqt ko marham rakhne de Ghar ko jise banane mein Umar ki ginti na rahi Bhaagte bhaagte bistaron pe Kab raat ki subah hui Kya banaya kya sajaya Thoda to hisaab rakhta ja Khoob thaka tu apno ki wajah Apno ke liye thahar ja thaher ja Thahar ja, thaher ja Shikayaton ke khat hai aankhon mein Karte kitne hi sawaal Ab likh de bas tu sabke har gam ka Hansi ki siyahi se jawab Jo nain nain nain sabke tarse Pyar pyar pyar tujhse barse Khushiyon ki pyaari dhun bana ke Aangan ko saja Khoob thaka tu apno ki wajah Apno ke liye thahar ja thaher ja Thahar ja, thaher ja Apno ke liye thahar jaa
Song details
- Singer: Mehul Vyas
- Composer: Mehul Vyas
- Lyricist: Anil Verma
Song video
cast: Ajay Devgn