Roman script

rahan takta hai kahin par mera apna aasmaan

mere sehene se bado main hauslon ki bhar hawa

rahan takta hai kahin par mera apna aasmaan

mere sehene se bado main hauslon ki bhar hawa

arzi yeh sun zara kaun hai mera yahan

ek bas tere shiva jo ho teri raaza

khul jaye har gira toh ho jaaun main riha

mana ke inn aandhiyon main aaj itna jorr hai

thaam kar rakhi hai maine aas ki yeh door hai

raat hai lambi ghani par mujhko itna hai yakin

hai khadi mere liye use chod bar ik bhadi hai

karde roshan rahan meri

phir se bhar yun main udan

dikha tu aasmaan kaun hai mera yahan

ek bas tre shiva toh ho teri rajaa

khulli jaye har gira toh ho jaaun main riha

chaldi main chaldi rab me

rukti na main thaamti na main

oh rukdi na rukdi na main

chaldi main chaldi rab me

rukti na main thaamti na main

oh vhale pehre hatalo aab mujhe rukna nahin

jab talak manzil na paaun mujhko yun thakna nahin

har parinda sunke kehde har parinda sunke kehde

meri iz parwazi ko aaj tufaano ke

aab mujhe jhukna nahin

dhadkane aur saans meri

tere daam se hai rawan

arzi yeh sun zara kaun hai mera yahan

ek bas tere shiva jo ho teri raaza

khulli jaye har gira toh ho jaaun main riha

Explore this song